"LALKAAR"
Utho' mann Jagrut ho...nav savera aaya hai
kar Vinaayak vandan shubh aarambh karo
nav savera aaya hai
Durgaa roop Saraswatii ho
mann abhimaan se bharo
nav savera aaya hai
Tyaago chodho aalasya ko
shatru hain yeh tumhaare astitva kaa
tum buland bano
nav savera aaya hai
Aasmano' ko chii'r do
naya itihaas rach do
likh do aasmano par apna naam
utho mann jagrut ho
nav savera aaya hai
Sada tum abhaya raho
jyotirgyaan se bharpoor ho
Ganapati ka saath ho
badhe chalo
mann jagrut raho
nav savera aaya hai
oonchaayeeon ko tum aa'nk lo
bund kar apnii moothii tum udaan bharo
panchhi jaise neel gagan mein
iss ore' se chhor sansaar tumhaara ho
chhodho peechhe kaali raat ko
taaron ko tum saath lo
mann ujiiyaara karo
jagrut raho
nav savera aaya hai
Tum toh ho ansh mera
haar kaise sakti ho
kar pratham kirann ko pranaam
mann ko jagrut karo
utho sarvottam mann
haar se na daro
karm tum kartee chalo
Krishna naam japtii raho
saath mein vishwaas ho
aasha vaadi vichaar ho
bas phir kyaa '
Sansaar tum jeet lo
mann tum jagrut bano
nav savera aaya hai
mann tum jagrut bano !!....
kar Vinaayak vandan shubh aarambh karo
nav savera aaya hai
Durgaa roop Saraswatii ho
mann abhimaan se bharo
nav savera aaya hai
Tyaago chodho aalasya ko
shatru hain yeh tumhaare astitva kaa
tum buland bano
nav savera aaya hai
Aasmano' ko chii'r do
naya itihaas rach do
likh do aasmano par apna naam
utho mann jagrut ho
nav savera aaya hai
Sada tum abhaya raho
jyotirgyaan se bharpoor ho
Ganapati ka saath ho
badhe chalo
mann jagrut raho
nav savera aaya hai
oonchaayeeon ko tum aa'nk lo
bund kar apnii moothii tum udaan bharo
panchhi jaise neel gagan mein
iss ore' se chhor sansaar tumhaara ho
chhodho peechhe kaali raat ko
taaron ko tum saath lo
mann ujiiyaara karo
jagrut raho
nav savera aaya hai
Tum toh ho ansh mera
haar kaise sakti ho
kar pratham kirann ko pranaam
mann ko jagrut karo
utho sarvottam mann
haar se na daro
karm tum kartee chalo
Krishna naam japtii raho
saath mein vishwaas ho
aasha vaadi vichaar ho
bas phir kyaa '
Sansaar tum jeet lo
mann tum jagrut bano
nav savera aaya hai
mann tum jagrut bano !!....
No comments:
Post a Comment