"Shraddhanjali" Pita Ko Putri Dwara di gayee ...Sri Laxmi Shankar Gaur......I miss you Papa...
Samay aagey badhtaa hee chala gayaa
Beeta sab sapna sa lagney lagaa
Eik eik kar sarey preeyeya jan mere lupt huyey
Dhartee pe sann-nata aasman mein thaahaakon ka daur chalney lagaa
Soonii kar dee yahan kee mehfil rang wahan jamney lagaa
Yaadein bas madhur yaadein reh gayeein
Chehraa tasveer mein qaid ho chalaa
Tum aaj hum sung nahee toh kyaa
Mann kartaa rehtaa smaran vandan tumharaa
Maangtey hain tumse iitnaa
Ab jab tum ho Devo'n ke aur kareeb
Dilatey rehna aur adhik shubh aasheesh
Aaj kartey hain naman tumhein
Detey tar nam shraddhanjali mere eesh'
Smaran humein bhee tum rakhna
Detey rehnaa apne aasheesh...........

No comments:
Post a Comment